Chhattishgarh, Madhya pradesh , Rajasthan me BJP ka kamal khila hai.Prime minister Nadendra modi ji ka jadu chala hai yin 3 state pe.
Lekin Telengana me congress party ka jit hua hai.
Chhattishgarh results
Chhattishgarh me total 90 seats he jis me se 54 seats BJP ko ,35 seats Indian national congress ko,ek(1) seat swadhin dal ko aur Chhattishgarh ke janta congress ko ek(1) bhi seat nahi mila hai.
Parties | Total seats | Seats won | ||
BJP | 54 | 54 | ||
Indian national congress | 35
|
|||
Janta congress Chhattisgarh | 0
|
0 | ||
others | 1 | 1 |
|
Madhya pradesh
Madhya pradesh me total 230 seats hai jis me se 163 seats BJP ko,66 seats Indian national congress ko , swadhin dal ko ek seat mila hai aur Bahujan samaj party ko ek bhi seat nahi mila hai
Parties | Total seats | Seats won |
BJP | 163 | 163 |
Indian national congress | 66 | 66 |
Bahujan samaj party | 0
|
0 |
others | 1 | 1 |
Rajasthan
Rajasthan me total 115 seats hai jis me se 115 seats BJP ko, 69 seats Indian national congress ko,13 seats swadhin dal ko, 2 seats Bahujan samaj party ko mila hai.
Parties | Total seats | Seats won |
BJP | 115 | 115 |
Indian national congress | 69 | 69 |
Bahujan samaj party | 2
|
2 |
others | 13 | 13 |
Aur ishi prakar se BJP ne yin 3 state me Assembly election me bijaya prapt kiya hai