The Prime Minister Of India Narendra Modi Meets The CEO Of Microsoft Bill Gates At Delhi.
Prime Minister Narendra Modi Aur Bill Gates Hamare Desh Yaniki India Me Artificial Intelligence Ki Performance,G20 Ke Bareme, India Ko Cashless Country Banwane Ke Bare Me,Namo Drone Didi Scheme Ke Bare Me Bartalap Kiya.
INFORMATION ABOUT NARENDRA MODI
Narendra Modi Jo Ki India Ke 14th Prime Minister Hain. Unka Ghar Gujrat Main Hain Aur Bo Gujarat Ke Chief Minister Bhi Rah Chuke Hain 2001 To 2014 Tak. Narendra Modi Ek Bohat Hin Aacha Prime Minister Hain.
INFORMATION ABOUT BILL GATES
Bill Gate Jo Ki Ek American Businessman, Investor , Aur Ek Aache Writer Hain Aur Yisi Ke Sath Sath Bo Microsoft Company Ke Chief Executive Office (CEO) Bhi Hain.
Bill Gate Aur Narendra Modi Hamare Desh Ka Artificial Intelligence(AI), Womens Empowerment(Namo Drone Didi Scheme) Aur India Country Ko Kaise Cash Less Societ Me Convert Kare Aur Bhi Bohat Sare Topic Ke Bare Me Bad Kar Rahe The.
ARTIFICIAL INTELLIGENCE
Vikasit Bharat Me AI Technology Ka Bahat Bada Bhumika Hai. Artificial Technology Me India Ka Bahat Sare Company K Kam Karna Bill Gates Ko Aacha Laga. Bo Yis Ba Me Modi Ji Ko Congratulate Bhi Kiye The. Lekin Modi Ji Ka Man Na Ye Hai Ki Ai Technology Ka Galat Istamal Bhi Ho Raha Hai , AI Ek Aacha Technology Hai Lekin Ye Kisi Galat Admi Ke Hat Me Nehi Jana Chahiye.
CASH LESS INDIA
Bill Ates Aur Narendra Modi Chahte Hain Ki India Country Me Sab Log Unified Payment Interface (UPI) Se Paymet Kare Aur India Ko Cash Less Society Me Convert Karn Chahte Hain.
NAMO DRONE DIDI SCHEME
Yis Schem Se Village Women Aur Farmers Ko Bahaat Faida Hoga. 11 March Ko Delhi Me Narendra Modi Ne Ek Event Me 1000 Drone Village Ladies Ko Pradhan Kiya Aur O Bhi 80% Subsidey Me. Ek Drone Ka Price 10 Lacks He Jisme 8lacks Subsidy India Government Ki Taraf Se Mil Jayega.Modi Ji Ka Sochna Ye Hi Ki 2 Salo Ke Andar Yis Schme Se 15,000 Ladies Ko Sahajya Hoga. Rural Ladies Ko Train Kar Wa Ke Unke Dwaara Farming Karwa Jaye Jese Ki 1)Fertilizer Spraying
2)Seed Sowing
3)Crop Monitoring
Yis Scheme Ka Ye Goal Hai Ki “Modernarise Indian Agriculture “ Jis Me India Ke Bohat Sare Krusak Ko Madad Milega.
Pm Narendra Modi Aur Bill Gtes Ne Yese Hi Bahat Sare Topic Ke Upar Bartalap Kiya.