Healthy weight ka ye matlab nahi hai ki ek aacha sa diet programExercies jo hota hain bo fitness se bilkul alag hota hain

Healthy weight ka ye matlab nahi hai ki ek aacha sa diet program.  Yis ka ye matlab hai ki ek lifestyle with healthy eating patterns,regular physical ativity or stres management.

Agar ek admi ko weight loss kar na he to  2 different  ways se ho sak ta hai

1). Calorie intake

2). Calorie lost

Calorie intake

Yis ka matlab ye hai ki agar  aap ko weight loss kar na hai to aap ko aap ka food ka matra thoda thoda kam karna hoga jis se ki aapke sarir me na hin calorie rahegi na hin fat.

Calorie lost

Yis me aap ko daily kuch na kuch exercise kar na hoga physicaally or metally. Jis se aap ka sarir taaza rahega aur aap ka weight loss bhi hoga.

Physically weight loss

yis me aap ko hard work karna hoga, daily exercise karna hoga,running,agar ghar ke pas gym center hai to aap wanha par bhi join ho shak te hain.

Mentally weight loss

Aap calorie burn  karne wale game khel ke bhi calorie burn  kar shak te hain. Example- chess

Aapi jan kari ke liye bata du ki 1 chess player 6000 calories burn kar ta hain bo bhi  tournament day.

Exercies jo hota hain bo fitness se bilkul alag hota hain . Ham hamare fitness ko improve karne ke liye exercise kar te hain. Agar aap bhi ek healthy weight pana chahte hain to bo daily exercise, running or ek aacha sa diet program se ho jaye ga.

 

FACT :

1).On average, a normal person burns 400 calories during 8 hours of sleep.

2). A chess player can use upto 6000 calories a day during tournament

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *